Kamiyab Logun ki 15 Habits (Roman Urdu)

Kamiyab Logun ki 15 Habits (Roman Urdu)

Mai ne Bahut se Dunayavi taur par kamiyab logun ki zindagi  ko padha to sab me kuch Habits same thi.Agar Ham Deen par Amal karate huye in Habits ko panaenge to ham bade khush naseeb honge kiun ke Ham log Duniya me bhi kamiyab aur Aakhirat me bhi kamiayab.

1 wo Meethe ki jagah fruits use karate hin.

2 wo Shoping ko jate hin to pet bhar kar khana kha lete hin kiun ke bhooke pet shoping karen to junk food kahreedte hin.

3  wo aksar ghr ke khane ko Tarjeeh dete hin.

4  wo Doodh ke Baghair chaye ya coffee ko Pasand karate hin.

5 wo water ka istemal ziayada karate hin.

6 wo lift ke bajaye sidhiun ka istemal ziayada karate hin.

7 wo computer screen ka istemal kam karane ki koshish karate hin.

8wo Daily morning walking karte hin.

9 wo cooldrinks ka istemal nahi karte hin.

10wo apne gharun me plants lagana pasand karate hin.

11wo Night me jaldi sote hhin.

12wo beef ka use  kam karte hin.

13wo aksar apne employees ka shukrea ada karate hin.

14 wo hamesha update Rahete hin.

15 wo Hamesha nai cheezen seekhte Rahete hin.

Agar Ap k pas in me se 10 Aadaten (habits) hin to Aap bhi kamiayab  ho skate hin.aur agar ye Habits Aap ke  pas nahi hin to phir paida karen,inshallah kamiayabi Aap ke pas Ayegi.

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 4.4 / 5. Vote count: 19

No votes so far! Be the first to rate this post.

1 thought on “Kamiyab Logun ki 15 Habits (Roman Urdu)

Leave a Reply