Rozi Talab Karne ki Dua.(Roman Urdu)

Rozi Talab Karne ki Dua
Kya Aap Nakari ke liye Parshan hin?
Kya Aap karobar me Parehsan hin?
Kya Rozggar ke liye parehsaan hin?
Kya Aap tangadsati ka shikar hin?
Kya Aap mayoos ho chuke hin?
Aaiye Ham Ap ko Hazarte Moosa Alahissalam ki Dua yaad dilate hin,jab hazarte Moosa Firoun ke pas se Nikal Gaye the un ka koi Madad gaar Nahi tha,koi rishte Daar Nahi tha,Rozi roti ka koi Intezam Nahi tha us waqt hazarate Moosa Ne Ek Dua ki Thi Allah Ne fauran Qubool kit hi.
رَبِّ إِنِّي لِمَا أَنزَلْتَ إِلَيَّ مِنْ خَيْرٍ فَقِيرٌ
Rabbi Inni Lima Anzalt ilaiyya Min Khairin Faqeer
Aye Allah Tu mujhe jo Kuch Bhalai Dena chahta hai mai us ka Sakht Zaroorat mand hunt u mjhe de de.
Allah ne is Dua ko fauran Qubool kiya aur Aap ko Hazarate Shuaib Alaihisslam ka Daamad Bana diya.
Allah ne Dua Qubool ki aur Rozi ka,Ghar ka,Beevi ka ,Rahene Sahene ka sab intezam Kar diya.
Agar Aap bhi is Dua ko padhte Rahenge to insha Allah Ap ka Masala bhi Hal Hoga.
Good